Tuesday, January 29, 2008

Deewar (The Wall) --> Yaad hai Glenn saab, 10 saal pehle ek batsman jisko aapne outside the off stump ball kii thi aur usne khelne se inkaar kar diya tha ...

(After Glenn says "haan ..."lekin tum ye kyun pooch rahe ho")

... Main aaj bhi outside the off stump ki ball nahi khelta

Thursday, January 24, 2008

Why are single females bad ?

--------


Ans --- Kyunki wo paapi hoti hain

Sin gal

Sunday, January 20, 2008

Jab insaan khush ho, tab woh copy paste nahi maarta ... Kyun ?


----


Kyunki uske paas gum nahi rehta

Thursday, January 17, 2008

Tanushree Dutta ke ghar Emraan Hashmi aaya aur wo bimaar ho gayee ... kyun ?



aa-sick banaya aapne


Ab wo theek kahan hogi ?


Na-sick (Nasik)

Wednesday, January 16, 2008

Why can't you refuse an offer for the Tata's 1 lakh car ?

>>

>>>>

>>>>>>

>>>>>>>>

Coz it is "NA NO"

Tuesday, January 15, 2008

Jis insaan mein koi kami na ho, like raymond man .. usey kya kahenge ?


>>>>

>>>>

Kami-na

What would you call Forrest Gump if he eats rasgulla ?

====

>>>>>>


Dessert Gump